Youtube Video Me Thumbnail Kaise Lagaye || How To Add Thumbnail In Youtube Videos In Hindi

Youtube Video Me Custom Thumbnail Upload Kaise Kare

Youtube Video Me Thumbnail Kaise Lagaye


Hello, Dosto kaise ho sab log i hope you all good agar apne new channel banaya hai to apke kaafi problems arhi hongi kaise channel ko customize kre kaise youtube video me thumbnail kaise lagaye right,  aaj apki ye problem dur kar dunga main jaise jaise bolta jau vaise krte jaana or ho jayega apka kaam




Youtube Par Thumbnail Kaise Lagaye



Dosto agar apko thumbnail set krna hai to uske bahut jaruri hai ki apka chennal verify hona chahiye main apko channel verify kr ke bhi bataunga jisse apke asaani hogi 

second thing is apki thumbnail 2mb se kam ka hona chahiye varna vo upload nhi hoga . 

main yaha par img bhi dalunga unko dekh dekh kar aap kar lena to chaliye suru krte point by point follow krna 


Youtube video me custom thumbnail upload kaise kare

1. sabse phle apko my chennal me jaana hai or agar aap log mobile use kr rhe hain to chrome me ek desktop version on kar le . desktop version on krna nhi aata to niche pic me dekh lo apko samjh ajayega

2. ab apko jana apne youtube chennal pr jyadd achhe se samjhne ke liye niche pic dekho



How to verify youtube channel || youtube channel ko verify kaise kre




3. 

sabse phle apko chennal verify krna hoga jinka already verify ho rkha hai vo ye step rhne ya fir jaisa bolta hu krte jao verify hoga apko pta chal jayega 

apke samne kuch is trh ka page open hoga fir apko jana hai youtube studio me mene red circle kiya hai vaha click kr do
 







4.



apke samne ye page open ho jayega jaha side me other feature ka option hai uspe click kro...fir side me ek window open hogi jaha ek or option hai status and feature vaha apko click krna hai.. 

5.

How to verify youtube channel || youtube channel ko verify kaise kre

ab apke samne ek ye page open hoga jisme verify ka option aarh or sath hi neeche thumbnail kabhi option hai jo ki enable nhi h ye verify hone ke baad automatic enable ho jaata hai agar nhi hota to aap khud se bhi kar skte hai, vse automatic hi ho jata hai,

ab apko verify pe click krna hai or apke samne ek page open hoga jaha apko apna number dalna hoga vaha apko ek code ayega apke mobile number pe usse aap dal kr submit kr de neeche pic me dekhe 





6. verify hone ke baad aap dekh skte hain ki thumbnail automatic on ho gya hai

7. 
ab apko fir se youtube studio par jaana jaha phle the vaha ek option hota hai videos ka. uspe click krna 


8. 
ab apke samne apki saari videos open ho jayengi apko jis bhi video ka thumbnail lagana hai uske naam par click kr dena 






iske baad us video ka editing page open ho jayega jaha sabse neeche thumbnail ka option hota hai vaha se aap thumbnail upload kar skte hain. 




ok guys thanks for reading my blog meri poori website ko visit kro or follow kr lo sabhi jagah .blog to follow kar hi lena yaaro kyu main ese post laata rhunga 


my other post

1. 5 Cheapest Vegetarian protein Souces In india


Post a Comment

0 Comments